अच्छा व्यवहार एक सच्चे इंसान की पहचान है
क्रोध तो हर किसी को आसानी से आ जाता है
जो अपने आप को संयम मे रख सके
वही लोगों के दिल में गहरी छाप छोड़ जाता है
Accha Vyavahar Ek Sacche Insaan Ki Pehchaan Hai
Krodh Toh Har Kisi Ko Asaani Se Aa Jaata Hai
Jo Apne Aap Ko Sayam Mein Rakh Sake
Wohi Logon Ke Dil Mein Gehri Chaap Chod Jaata Hai
हमेशा ज़ुबान पे मीठे शब्द लिए चलो
दिल को छू जाए ऐसी एक मुस्कान खिलाए रखो
हरदम एक साफ मन के साथ
खुद का और दूसरों का भला करते रहो
Humesha Zubaan Pe Mithe Shabd Liye Chalo
Dil Ko Choo Jaaye Aisi Ek Muskaan Khilaye Rakho
Hardam Ek Saaf Mann Ke Saath
Khud Ka Aur Doosron Ka Bhala Karte Rakho
चाहे कितने भी कीचड़ उछाले जाए
कभी उनकी तरह नीच ना बन जाना
हर मोड़ पर तेरी व्यवहार ही तेरी पहचान है
उसे कभी भी तुम यूँ मलिन होने ना देना
Chahe Kitne Bhi Keechad Uchale Jaye
Kabhi Unki Tarah Neech Naa Ban Jaana
Har Mod Par Teri Vyavahar Hi Teri Pehchaan Hai
Usse Kabhi Bhi Tum Yun Malin Hone Na Dena
चाहे कोई भी कितना तुम्हे दूषित करना चाहे
तुम कभी अपना आपा ना गवाना
इतना मजबूत खुद को बना लो
की हर किसी को तुम्हारे अच्छे व्यवहार की तारीफ़ करे पड़ना
Chahe Koi Bhi Kitna Tumhe Dushit Karna Chahe
Tum Kabhi Apna Aapa Naa Gawana
Itna Mazboot Khud Ko Bana Lo
Ki Har Kisi Ko Tumhare Acche Vyavahar Ki Taarif Kare Padna
दूसरों के बुरे बर्ताव के कारण
कभी तुम अपना व्यवहार खराब ना करना
तुम जानवर नहीं इंसान हो
इसलिए अपने जज़्बातों को काबू करके रखना
Doosron Ke Bure Bartaav Ke Kaaran
Kabhi Tum Apne Vyavahar Kharab Naa Karna
Tum Jaanwar Nahin Insaan Ho
Isliye Apne Jazbaaton Ko Kaboo Karke Rakhna
0 Comments