Header Ads Widget

Discipline Shayari in Hindi

Discipline Shayari in Hindi

 

हर मंज़िल आसान लगने लगता है

जब इंसान में अनुशासन घुल जाता है


Har Manzil Aasan Lagta Hai

Jab Insaan Mein Anushasan Ghul Jaata Hai















Discipline Shayari in Hindi


बहुत मुश्किल लगती है अनुशासन भरी राहें

पर तक़लीफ़ से ही आपके लिए खुलती है मंज़िल की बाँहें

चलते रहना बस हौसले के साथ

देखना कायनात कैसे बदल देती है यह हवाएँ


Bahut Mushkil Lagti Hai Anushasan Bhari Raahein

Par Taqleef Se Hi Aapke Liye Khulti Hai Manzil Ki Baahein

Chalte Rehna Bas Hosle Ke Saath

Dekhna Kaayanat Kaise Badal Deti Hai Yeh Hawayein















Discipline Shayari in Hindi


मंज़िल हासिल तो किसको भी हो जाता है 

पर अनुशासित इंसान ही इस कामयाबी को बरकरार रख पाता है

दह जाते हैं आलीशान इमारतें भी

अगर उनकी नीव में खोट रहता है


Manzil Haasil Toh Kisiko Bhi Ho Jaata Hai

Par Anushasit Insaan Hi Iss Kaamyabi Ko Barkarar Rakh Paata Hai

Deh Jaate Hain Aalishan Imratein Bhi

Agar Unki Neev Mein Khot Rehta Hai





























Discipline Shayari in Hindi


जीत की दहलीज पर आपको खड़ा करे या ना करे

पर कभी जब आप टूट चुके होंगे

अनुशासन ही आपको फिर से खड़े होने का साहस देगा



Jeet Ki Dehleez Par Aapko Khada Kare Yaa Na Kare

Par Kabhi Jab Aap Toot Chuke Honge

Anushasan Hi Aapko Phir Se Khade Hone Ka Saahas Dega

Post a Comment

0 Comments