Header Ads Widget

First Salary Shayari in Hindi

First Salary Shayari in Hindi

 

ज़िन्दगी में चाहे हम कितनी दौलत कमा ले

पर पहली सैलरी की बात ही अलग होती है

खुद के लिए कुछ बचे ना बचे

पर माँ बाप की पसंदीदा चीज़ उस दिन उनके हाथ में होती है


Zindagi Mein Chahe Hum Kitni Daulat Kama Le

Par Pehli Baar Salary Ki Baat Hi Alag Hoti Hai

Khud Ke Liye Kuch Bache Na Bache

Par Maa Baap Ki Pasandida Cheez Uss Din Unke Haath Mein Hoti Hai















First Salary Shayari in Hindi


यूँ तो माँ बाप हमारी छोटी छोटी कामयाबी से भी खुश हो जाते हैं

पर उनके चेहरे में एक चमक तब आती है

जब उनकी औलाद अपनी पहली सैलरी लेकर घर आते हैं


Yun Toh Maa Baap Humari Choti Choti Kamyaabi Se Bhi Khush Ho Jaate Hain

Par Unke Chehre Mein Ek Chamak Tab Aati Hai

Jab Unki Aulaad Apni Salary Lekar Ghar Aate Hain















First Salary Shayari in Hindi


लड़का हो या लड़की पहली सैलरी का उत्साह एक सा ही रहता है

बस खर्च करने का तरीका थोड़ा जुदा होता है


Ladka Ho Ya Ladki Pehli Salary Ka Utsaah Ek Sa Hi Rehta Hai

Bas Kharch Karne Ka Tarika Thoda Judaa Hota Hai





























First Salary Shayari in Hindi


पहली सैलरी को आज भी एक याद की तरह संभाल के रखा है

यह मुझमे कभी गर्व या अहंकार आने नही देता है

जब भी फिसल जाता हूँ ज़िन्दगी के किसी मोड़ पे

यह मुझे मेरी जड़ें की याद दिलाके संभालता है


Pehli Salary Ko Aaj Bhi Ek Yaad Ki Tarah Sambhaal ke Rakha Hai

Yeh Mujhme Kabhi Garv Yaa Ahankaar Aane Nahin Deta Hai

Jab Bhi Fisal Jaata Hun Zindagi Ke Kisi Mod Pe

Yeh Mujhe Meri Jadein Ki Yaad Dilata Hai


Post a Comment

0 Comments