Header Ads Widget

Hindi Shayari on Kaagaz Ki Nao




Paper Boat is a very special memory for many

of us. So here are some hindi shayari on kaagaz

 ki nao written by me i.e. Jagdeep Mohanta.  

















Hindi Shayari on Kaagaz Ki Nao

 

छोटी ख़ुशियों में ज़िन्दगी था

कोई महल की ज़रूरत ना थी

उस वक़्त तो कागज़ का नाव ही काफी था


Choti Khushiyon Mein Zindagi Tha

Koi Mahal Ki Zaroorat Na Thi

Uss Waqt Toh Kaagaz Ki Nao Hi Kaafi Tha















Hindi Shayari on Kaagaz Ki Nao


बारिश में कागज़ की नाव दिल को सुकून पहुँचाती है

बचपन की उन कुजों में हमे खींच ले जाती है

यादों के गलियारों से धूल हटाकर

बचपन के दिनों का सफर करा लाती है


Baarish Mein Kaagaz Ki Nao Dil Ko Sukoon Pahunchaati Hai

Bachpan Ki Un Kujon Mein Hume Kheench Le Jaati Hai

Yaadon Ke Galiyare Se Dhool Hatakar

Bachpan Ke Dino Ka Safar Kara Laati Hai















Hindi Shayari on Kaagaz Ki Nao


वह बारिश की बूंदों की धार तो आज भी बहती है

पर कागज़ की नाव की कमी आज खलती है

बचपन मे वक़्त की चिंता ना थी

अब ज़िन्दगी के भागम भाग पता नही चलता

कैसे यह वक़्त यूँही गुज़र जाती है


Woh Baarish Ki Boondon Ki Dhaar Toh Aaj Bhi Behti Hai

Woh Kaagaz Ka Nao Ki Kami Aaj Khalti Hai

Bachpan Mein Waqt Ki Chinta Na Thi

Ab Zindagi Ke Bhaagam Bhaag Pata Nahi Chalta

Kaise Yeh Waqt Yunhi Guzar Jaati Hai















Hindi Shayari on Kaagaz Ki Nao


बारिश के बूंदों में बचपन ढूंढ लेते हैं

उन पुरानी यादों को कुछ देर के लिए ही सही पर जी लेते हैं

कोई बच्चा कागज़ की नाव के साथ दिख जाए 

तो उसे हमारी खुशी मान लेते हैं


Baarish Ke Boondon Mein Bachpan Dhoond Lete Hain

Unn Puraani Yaadon Ko Kuch Der Ke Liye Hi Sahi Par Ji Lete Hain

Koi Baccha Kaagaz Ki Nao Ke Saath Dikh Jaaye

Toh Usse Humari Khushi Maam Lete Hain

Post a Comment

0 Comments